ADNOW KYA HAI ? ADNOW SE PAISE KAISE KAMATE HAI - FULL DETAIL
Hello dosto aap log kaise hai mai aasa karta hu ke aap log bahut hi achche honge. Dosto aaj ka hamara topic bahut hi khas hai kiyu ki aaj ke is post me mai aap ko ek aise advertisement network ke bare me batana wale hai ki aap us ad network se connect ho kar apne blog ko monetize kar ke earning kar sakte hai. to chalye jan lete hai ki ye kaun sa network hai or aap is me kaise kam kar sakte hai.
Adnow kya hai ?
Adnow ek Bhut hi achcha or Popular Native ad Network hai. Adnow ka Bahut hi Bada Publisher Network hai jo ki puri Dunia ke 114 countries me Chalta hai. Adnow ad Network bahut hi aachi or behtar tarike se kaam karta hai. Adnow Humen high RPM rates Deta hai. or yaha par aap log bahut adhik earninig kar sakte hai.
Adnow 2014 me ek Group ke madhiyam se Banaya gya tha. Ye Group Digital Marketers ka Group hai RTB and Big Data group. Adnow Company ne Publishers ke sath work karna 2015 me Shuru kiya tha or ye puri dunya me failta chala gaya. Is samay Is company ke sath lagbhag 180,000 se bhi jada Publishers kaam kar rahe hain. Adnow ke sath 1700 se jada advertisers jude hue hain. Ab hum aapko Adnow ke Publishers aur Advertisers ke fayde batate hain. Koi Bhi Publisher Adnow Native Advertisement Network ka Istemaal kar sakta hai. Adnow ki Ads doosre ad providers se bahut hi jada acchi hoti hain.
Payment kaise deta hai?.
Adnow NET 7 Payment scheme ko follow karta hai jo ki weekly payment hoti hai. Yeh Payment aapko Payoneer, Paypal, or Wire transfer ke jariye milti hai.
Yeh Ad network aapko minimum $20 Pay karta hai.
Is ad network ki ads pehle hi check ki hui hoti hain. Yeh ads aapke liye poori tarah se safe hoti hain.
Yeh ad network aapko Ek personal Account deta hai Jisme aapko aapki ads ki report aur poori information milti hai.
Is Ad network me aapko aapki local language ka support bhi hota hai.
Is ad network ka average CTR 1.15% hota hai.
Jo Website Hindi me hain ya kisi aur language me hain veh bhi is native ad network ko Join kar sakti hai.
Is ad network ki process bahut hi fast hai is se aapki website ki speed par koi farak nhi padta hai. yeh ads aapki website me kisi tarah ki problem create nhi karti hain.
Is ad network me Publisher apni earning aur revenue ko track kar sakta hai.
Is ad network ki Widget ads ko aap apne hisab se customize [size change karna] kar sakte ho.
Yeh ad network aapko referral system bhi deta hai jahan se aap aur earning kar sakte ho adnow ad network ko refer karke yani share karke.
Adhik jankari ke Liye aap Is Link par click kare - Click Hear
To dosto aap lo hamara ye article kaisa laga please comment kar ke mujhe jarur bataye ya aap ka koi sujhao ya sawal ho to bhi comment kar sakte.
To dosto aj ke is artickel me bas itna hi milte hai next airtickel me tab tak apna khayal rakhe khus rahe Jai Hind Jai Bharat.
Powered By - Make Money
ADNOW KYA HAI ? ADNOW SE PAISE KAISE KAMATE HAI - FULL DETAIL
Reviewed by ShaDil
on
11:34 PM
Rating:
No comments: