BACKLINK क्या है और QUALITY BACKLINK कैसे बनाये? | TYPES OF BACKLINKS? - BACKLINK KITNE TYPES KA HOTA HAI STEP BY STEP
Hello dosto aap log kai se aaj ke post mai aap ko batunga Backlinks ke bare mai Backlinks kiya hota hai is ka kiya kam hai or aap apne website ke liye free me Backlinks kaise generate kar sakte hai agar aap apne website ya blog ke liye free mai Quality Backlines banana chahte hai to aap is post ko deeply Read kijye to chalye mai aap ko batata hu ki Backlinks kiya hota hai.
Backlinks ka matlab hai ki aap ke website ka koi page kisi or website se link hota hai to use Backlinks kahte hai. Agar aap ke website me traffic nahi hone ke karan aap ke website par bahut kam View hota hai agar aap apne kisi page ka web link kisi popular website me Comment ke jarya post karte hai or us website ke owner ko aap ka page achcha lage to wo approve kardeta hai jisse wo link jo aap ne dala hai wo us website me ran karta hai isse us wesite ke visitor aap ke bhi wesite par ja sakte hai or aap ke website par bhi traffic ajata hai apne website ka Backlinks bana bahut jaruri hota hai or aap ko apne website par traffic lane me madat karti hai jis se aap ka post or website google me run karta hai or aap ke website achche se work karti hai
Types of Backlinks? - Backlink kitne Types ka hota hai Step by Step
Link Juice – jab koi Wesite aap ke kisi bhi article ya aap ki Website ko Homepage ko link karta hai to wo link uice pass karta hai ye juice article ki ranking me help karta hai or domail authority ko bhi sudharne me madat karta hai ek blog ke trah aap Nofollow tag ka use karke Link Juice ko pass hone se rok sakte hai.
Nofollow Link – Jab koi Website kisi dusre website ko link karti hai par us link ke pass nofollow lag hota hai to link Juice pass nahi karti hai page ki Ranking ke liye Nofllow links useful nahi hota hai kiyu ki wo bhi Contribute nahi karta hai. For example ek webmaster nofollow tag tab use karta hai jab wo kisi Unreliable site se link out karta hai. Jaise ki agar aap dusere ke Blog par Comment se links karte ha.
Do-follow link – By default wo sabhi links jo aap blog post me add karte hai wo do-follow links hota hai or yah link juice pass karta hai.
Linking root Domains – aap ki website par kisi unique domain se kitne Backlinks aa rahe hai ye usko refer karte hai evan yadi koi website aapki website se 10 bar link karti hai to fir bhi use ek linked rood damain consider kiya jayega.
Low Quality Links – Low Quality Links we links hai jo ki harvested sites, automated sites, spam sites or even porn sites se aate hai. Yah links bahut nuksan pahuchate hai yah ek karan hai ki aap ko Backlinks kharidte time sabdhani rakhni hogi.
Inernal links – wo links jo same domain ke andar ek page dusre page se link karte ho to unhe internal links kahte hai or khud ise process ko internal linking kaha jata hai.
Anchor Text – woh text jise hyperlink ke liye use kiya jata ho use Anchor Text kaha jata hai. Anchor Text Backlines tab achcha kam karta hai jab aap Prticuler Keyword ke liye rank karne ke liye Try kar rahe ho.
high quality backlink kaise banaye
To chalye mai aap ko kuch free me Backlinks generate karne ke liye Website provide karta deta hu take aap ko bhi madat mile
OLIDSEOTOOLS
REAL-BACKLINKS
FREEBACKLINKBUILDER
BACKLINKR
SMALLSEOTOOLS
MASSPINGS
SOLIDSEOTOOLS
SEOUNITY
AUTOBACKLINKBUILDER
HAWKWEBTOOLS
To dosto aaj ke is post me bas itna hi milte hai ape next post par tabtak apna khayal rakhiye agar aap ka koi sujhao ya sawal ho to comment box me comment karke puchh sakte hai thanks for visit this site.
Powered By - SEO
BACKLINK क्या है और QUALITY BACKLINK कैसे बनाये? | TYPES OF BACKLINKS? - BACKLINK KITNE TYPES KA HOTA HAI STEP BY STEP
Reviewed by ShaDil
on
8:14 AM
Rating:
No comments: