POST KO INDEX KARE KE 1 MINT ME GOOGLE SEARCH ENGINE ME KAISE LAYE FULL GUID HINDI ME
Hello dosto aap log kaise ho mai ummid karta hu ke aap log achche honge to chalte hai apne topic par aaj ka hamara topic hai aap apne kisi bhi post ko 1 mint me Google Search Engine me kaise laoge agar aap bhi sikhna chate ho to hamare sath bane rahe to chalye dosto suru karte hai.
Post ko index kare ke 1 mint me Google Search Engine me kaise laye full guid hindi me
Apne post ko Search Engine me lana to asan kam nahi par aap Google Search Engine me bahut hi asani se la sakte ho. Maine jo aap ko upar kaha ki apne post ko Search Engine me lana asan kam nahi hai mere kahne ka matlab ye hai ki Google ko chhor kar Other Search Engines ke bare me mai bat kar raha hu aap ko mai bata du ke agar aap ka post sab se alag ho to ye jaldi Index ho jata hai par abhi ke date me koi bhi Topic nahi bachi hai jo Google me pahle se index na ho ya other Search Engines me bas yahi karan hai ke aap ko apne post ko index karwane me paresani hoti hai mai aap ko bata du ke jaise Yahoo,Bing or Ask me aap ke post Search me ane me kam se kam 3-4 din lag jate hai to bas yahi karan hai ke aap ka post ka jo topic hai wo pahle se bahut sare Blogger ne dal Rakhi hai.
Ha agar aap ka post unique, Latest or usme SEO achche se kiya gaya ho to ye aap ka post 1-2 Hours me index ho jayega kahne ka matlab hai ki ap ka post Google Search Engine me rank karne lagega.
To dosto aap samjhgaye honge ke hamara post google me rank kiyu nahi karta hai jail se to ab mai aap ko batata hu ke ham apne post ko 1 mind me kaise Google Search Engine me rank ya kahe to Index karwa sakte hai aap bas hamre step ko Flow kijye bas ho jayega.
Post ko index kare ke 1 mint me Google Search Engine me kaise laye
1 mint me agar aap apne post ko Google Search Engine me rank karwana hai to ap ko Google ka hi free Product hai Google Search Console ya is ko aap Google webmaster Tool bhi kah sakte ho aap ko Google webmaster Tool ke website par jana hoga aap yaha se ja sakte hai Clickhear. Jab aap is wesite par chale jaoge to aap ko sabse pahle isme Account banana parega accout banana ke liye aap ko apne gmail id or Password se Sin up karna hoga jab aap isme accout bana loge to aap ko apne Blog ke Url ko Add karna hoga uske bad aap ko apne Blog ke liye sitemap bana kar usme submit karna hoga jab aap ye sab pura kar loge to samjho aap apne jitney post ko jaho ek din me hi index karwa sakte ho Google Search Engine par to chalye mai aap ko bata deta hu age ka process age aap ko kiya karna hai.
Jab aap Search Console ko open karoge to aap ke samne bahut sara option dikh jaye ga par aap ko agar apna post index karana hai to aap ko sab se pah le Crawl Par Click karna hoga or us ke bad aap ko bahut sara option dikhega bas aap ko tisre number par jo hai Fetch as Google us ke upar Click karna hai to aap dekhenge ki aap ke samne Fetch as Google ka page open hogaya hai or aap ko jis post ko index karwana hai aap us post ka URL dalde or FETCH ke button par click karde or aap ka index process start ho jayega .....
Fetch par clik karne ke bad aap ko ek naya page dikhe ga jis me ab aap ka URL index hogaya hai par abhi aap ko bola jaraha hai ki Request Index par Click karna hai..
Request Index par clik karne ke bad aap ko ek popup window open ho jayega or us me ek Capcha dikhega or aap ko i not a robot par click karna hai or uske niche aap ko Crowl Only this URL ko select karna hai or niche ok par click kar dena hai bas hogaya aap ka post google me index.
To dosto maisa asa karta hu ke aap samajh gaye honge ki kis trah aap apne post ko Google Search Engine me index kara sakte hai.
To dosto aap ke is post me bas itna hi milte hai apne next POST tab tak apna khayal rakhe khus rahe or aap sabhi se nivedan hai ki agar aap ko hamara post pasand araha hai or aap ko help mil rahi hai to please Comment box me comment jarur kare or mujhe baye ke aap ko hamara post kaisa lag raha hai or isse aap ko koi help mil rahi hai ya nahi Jai Hind Jai Bharat.
Powered By - SEO
POST KO INDEX KARE KE 1 MINT ME GOOGLE SEARCH ENGINE ME KAISE LAYE FULL GUID HINDI ME
Reviewed by ShaDil
on
10:06 PM
Rating:
No comments: