INFOLINKS KYA HAI - INFOLINKS ADS SE PAISE KAISE KAMATE HAI [ STEP BY STEP ]

INFOLINKS KYA HAI - INFOLINKS ADS SE PAISE KAISE KAMATE HAI  [ STEP BY STEP ]

Hello dosto aap log kaise ho mai ummid karta hu ke aap log thik honge to chlte hai apne topic par aaj ka hamara topic hai agar aap ke pass koi blog hai ya website hai or aap ko Adsense se approval nahi mila hai or aap chate hai ki aap ki Website ya blog jo bhi hai wo kami kare to mai aap ko bataunga ki aap usse paisa kaise kama sakte hai

Ek advertisement company hai jis ka nam hai infolincks aap agar jante hai to koi bat nahi agar nahi jante hai to mai bata deta hu ki info link kiya hai or isme Account kaise banate hai or ye kam kaise karta hai or isse hame paisa kaise milta hai iski minimum payouts kita hai ye sab ham jane ge is post me to chlye mai batata hu.

INFOLINKS
Infolinks ad networks advertising company hai jise Publishers website par add dekha kar paisa jamaya jata hai Infolincks ads blog post related ads show karta hai Infolincks advertising network jo post content ke uper hi ad dikhta hai is site ko designs sisa kiya gaya hai ki user ko koi dikkat na ho.

Infolinks work kaise karta hai Jo Advertisers kis tipe ke word par ads dikhane hai use paisa deta hai or jab Publishers Infolincks code blog me lagte hai, Infolincks kiya karta hai.
Hamare post ko scan karke wo add lagata hai jo Advertisers jis word par paisa lagata hai or content match karne par Infolincks uspar ads show karati hai

Infolinks Par New Account Kaise Bnaye [ July 2017]

Infolinks me websites worldwide 100,000 se adhik or se 240 million monthly unique users aate hai 1.5 billion, monthly ad views ek trah se dekha jaye to bahut hi achcha largest advertising network jaha par apne content monetize kar sakte hai, infolink new account create bahut hi asan hai,
Create new account Official Website

infolinks par Account banana bahut hi asan hai Publishers Button par click kare or facebook ya  email id se login kar sakte asanise, website aproved hone me 1 se 2 din lagata hai, lekin aap ke Blog me kam se kam 10 - 15 achchha post publish hona chahye aisa karne par tab hi awedan kare jisse aap ko asani se Infolincks Approval mil jayega, subdoname, blogspot.com , wordpress.com, weebly.com etc ka istemal kar sakte hai,


Infolinks Ads kaisa hota hai  - Infolinks Blog Par Kaise Lagaye [2017-18]

InText,InFold, InTag, InFrame.InScreen and  InArticle 6 type ke infolinks ads provide karta or fully optimized bhi apne blog template ke hisab se kar sakte ho, best in-text advertising networks company हैं
infolinks ads lagane ke liye integrat button par click kare,

Javascript code copy kare uske bad Blogger Dashboard me jane ke bad Layout par click karde, fir  Add a Gadget par click kare, HTML/JavaScript me infolinks code paste kare,


Save karne ke bad finally successfully infolink ad aap ke Blog par lag gaya hai or kuch der me ad dikhna chalu ho jayega fir jab koi Visitor ads par click karega to aap ko us add par click karne ka paisa milega, ab aap soch rahe honge ki ye sab yo hogaya ab mujhe paisa kaise degi Infolincks ,
  
Infolinks Payment Kaise Send Karta Hai.?

Infolinks payment options bahut sare hai, kamai ki gai paise ko ham bahut hi asani se nikal sakte hai,


Western Union – $15 minimum 
 PayPal –  $10 
 eCheck – $6 
 Bank Wire Transfers – $25 

Payment nikalne par local  currency kuch % kat leti hai

To dosto mai asa karta hu ki ye post hamara aap je liye kafil helpful hogi to please comment karke mujhe jarur bataye mujhe bahut khusi milegi ki apna kimti time diya hame thanks for visit this blog.


INFOLINKS KYA HAI - INFOLINKS ADS SE PAISE KAISE KAMATE HAI [ STEP BY STEP ] INFOLINKS KYA HAI - INFOLINKS ADS SE PAISE KAISE KAMATE HAI [ STEP BY STEP ] Reviewed by ShaDil on 4:34 AM Rating: 5

No comments:

ads
Powered by Blogger.