HOW TO DISABLE RIGHT CLICK ON BLOGGER IN HINDI | DELETE BLOGGER'S RIGHT CLICK

How to Disable Right click on blogger in Hindi | Blogger me Right Click ko Disabal kaise kare.

Hello dosto kaise ho aap log mai asa karta hu ke aap log achche hi honge to age barta hu chalte hai apne Topic par aaj ka hamara topic hai ki apne blog ya website par aap apne content ko chori hone se kaise bacha sakte hai kahne ka matlab ye hai ki aap apne Blog ya website par Right Click ko kaise Disabal kar sakte hai.


How to Disable Right click on blogger in Hindi

Point 1 -


Akhir ham apne blog ya website me right click ko disable kiyu kare.

To mai batata hu ham apne blog ya website par Right Click ko disable is liye karte hai hamare blog par jo kuch bhi hai wo sirf hamara hai or is ko koi chori na kare is liye ham is ko disable karte hai

How to Disable Right click on blogger in Hindi

Point 2. - Right Click ko Disable karne ka karan.

Right Click ko Disable karne ka karan ye bhi hai.

Aap ke blog ya website par Copy karne ka options band hojata hai

Agar jyada copy aap ke website par hoti hai to ye age chalkar aap ke website ki bhelu bhi kam ho sakti hai.

Agar aap ke website par Adsense Add laga hai to aap ke site ke liye bahut buri ho sakti hai.

Aap jitna mahnat kar ke apne website ya blog par jo bhi Post karte ho wo kisi or ke hat chala jyega jo aap kabhi nahi chahoge.

To Chalye mai aap ko batata hu ki aap apne Blog ya website par Right Click ko kaise Disabal kar sakte ho mai kuchh Screenshot bhi dunga.

Sabse pahle aap ke pass ek JavaScript HTML Code hona chahiye jo aap ke pass nahi hoga mai Niche Code ka download link de dunga aap waha se download kar lena Code Download karne ke baad aap ko apne Blogger ko open karle na hai.

Uske bad aap ko Layout me jana hai.


Uske bad aap ko ek Gadget Create karna hoga us ke liye aap ko Right Side Likha Dikhega Add A Gadget par click karna hoga.

Add A Gadget par Click Click karne ke bad rk popup Window Open hojayega us me se asp ko dhundna hai
HTML/JavaScript

jab aap ko ye mil jayega tab aap

Right side Plus (+)

dikhega simply aap ko us ke upar Click Karna hai

Uske bat aap ke samne ek naya or khali popup Window Open hojayega usne aap ko HTML/JavaScript Code jo Aap ne Is Web site Download kiya use Paste karke Save karde bas hogaya aap ka.

Bas itna hi karna hai aap ko apne Blog ya website par Right Click ko Disable karne ke liye


Ab der kis bat ki kar rahe hai jaldi se niche diye Download Button par Click karke HTML JavaScript Code ko Download kar lijye Thanks

Ye Code Past Kar Do

<script type='text/javascript'>
 if (typeof document.onselectstart != "undefined") {
 document.onselectstart = new Function("return false");
 } else {
 document.onmousedown = new Function("return false");
 document.onmouseup = new Function("return false");
 }
</script>

To Dosto aap ko ye hamara post kaisa laga please comment karke mujhe jarur bataye mujhe achcha lagega or mujhe bahut khusi milegi ki aap ne mere or hamare dite par visit kiya thanks for visit this site Jai Hind Jai Bharst


Powered By - Tricks
HOW TO DISABLE RIGHT CLICK ON BLOGGER IN HINDI | DELETE BLOGGER'S RIGHT CLICK HOW TO DISABLE RIGHT CLICK ON BLOGGER IN HINDI | DELETE BLOGGER'S RIGHT CLICK Reviewed by ShaDil on 5:51 AM Rating: 5

No comments:

ads
Powered by Blogger.